VividhGyan Logo

Shri Hanuman Lala Aarti

॥ Shri Hanuman Stuti ॥
Manojavm maaruta tulyavegam,
jitendriyam buddhimatam varissttha ॥
Vaatatmajam Vaanarayutha mukhyam,
Shriiramdutam sharanam prapadye ॥

॥ Aarti ॥
Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki ।
Dushat Dalan Ragunath Kala Ki ॥

Jake Bal Se Giriver Kaanpe .
Rog Dosh Ja Ke Nikat Na Jaanke ॥
Anjani Putra Mahabaldaye .
Santan Ke Prabhu Sada Sahaye .
Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki ॥

De Beeraha Raghunath Pathai .
Lanka Jaari Siya Sudhi Laiye॥
Lanka So Kot Samundra Se Khaiy .
Jaat Pavan Sut Baar Na Laiye ॥
Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki ॥

Lanka Jaari Asur Sab Maare .
Siya Ramji Ke Kaaj Sanvare .
Lakshman Moorchit Parhe Sakare .
Aan Sajeevan Pran Ubhaare .
Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki ॥

Paith Pataal Tori Yamkare .
Ahiravan Ke Bhuja Ukhaare ॥
Baayen Bhuja Asur Dal Mare .
Daayen Bhuja Sab Santa Jana Tare ॥
Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki ॥

Surnar Munijan Aarti Utare .
Jai Jai Jai Hanuman Uchaare .
Kanchan Thaar Kapoor Lo Chhai .
Aarti Karat Aajani Mai .
Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki ॥

Jo Hanumanji Ki Aarti Gaave .
Basi Baikuntha Amar Padh Pave .
Lanka Vidvance Kiye Ragurai .
Tulsidas Swami Aarti Gaaie ॥
Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki ॥

Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki .
Dushat Dalan Ragunath Kala Ki ॥
॥ Eti Sampuarnam ॥